Skip to main content

Posts

Shiv Chalisa

  शिव चालीसा ॐ नमः शिवाय दोहा  जय गणेश गिरिजासुवन मंगल मूल सुजान । कहत अयोध्यादास तुम देउ अभय वरदान ॥  Salutation to GirijA’s son, Ganesha, who is the source of all well being as well as of wisdom. AyodhyAdAsa entreats you to bless him with fearlessness.  जय गिरिजापति दीनदयाला । सदा करत सन्तन प्रतिपाला ॥ भाल चन्द्रमा सोहत नीके । कानन कुण्डल नाग फनी के ॥  Glory to GirijA’s consort Shiva, who is compassionate to the destitute who always provides protection to the saintly, the moon on whose forehead sheds its beautiful lustre and in whose ears are the pendants of the cobra hood.  अंग गौर शिर गंग बहाये । मुण्डमाल तन क्षार लगाये ॥ वस्त्र खाल बाघम्बर सोहे । छवि को देखि नाग मन मोहे ॥  Of your complexion, O Lord, you are fair and wear a garland of skulls. From your locks streams the Ganga; your body, elegantly attired in tiger skin, is all smeared with ashes. Your loveliness enchanting to beholders charms even serpents and ascetics.  मैना मातु कि हवे दुला...
Recent posts

Ganesh Slokas Mantra.

  Ganesh Slokas Mantra :- गजाननं भूतगणादिसेवितं कपित्थजम्बूफलचारु भक्षणम्ं। उमासुतं शोकविनाशकारकं नमामि विघ्नेश्वरपादपङ्कजम्॥ हिंदी   अर्थ  :- जो हाथी के समान मुख वाले हैं, भूतगणादिसे सदा सेवित रहते हैं, कैथ तथा जामुन फल जिनके लिए प्रिय भोज्य हैं, पार्वती के पुत्र हैं तथा जो प्राणियों के शोक का विनाश करनेवाले हैं, उन विघ्नेश्वर के चरणकमलों में नमस्कार करता हुँ। Ganesh Slokas Mantra :- वक्रतुण्ड महाकाय सूर्यकोटि समप्रभ। निर्विघ्नं कुरु मे देव सर्वकार्येषु सर्वदा॥ हिंदी अर्थ :- घुमावदार सूंड वाले, विशाल शरीर काय, करोड़ सूर्य के समान महान प्रतिभाशाली, मेरे प्रभु, हमेशा मेरे सारे कार्य बिना विघ्न के पूरे करें (करने की कृपा करें)॥

Meaning Of Gayatri Mantra In Hindi And English

  ॐ भूर्भुवः स्वः तत्सवितुर्वरेण्यम् , भर्गो देवस्य धीमहि धियो यो नः प्रचोदयात् ||     Meaning Of Gayatri Mantra In Hindi उस प्राण स्वरूप, दुःखनाशक, सुखस्वरूप, श्रेष्ठ, तेजस्वी, पापनाशक, देवस्वरूप परमात्मा को हम अंतःकरण में धारण करें। वह परमात्मा हमारी बुद्धि को सन्मार्ग में प्रेरित करे। अर्थात् 'सृष्टिकर्ता प्रकाशमान परमात्मा के प्रसिद्ध पवणीय तेज का (हम) ध्यान करते हैं, वे परमात्मा हमारी बुद्धि को (सत् की ओर) प्रेरित करें। [ads-post] Meaning Of Gayatri Mantra In English  OM. I adore the Divine Self who illuminates the three worlds -- physical, astral and causal; I offer my prayers to that God who  shines like the Sun. May He enlighten our intellect.     Meaning Of Each Word: ॐ = same as `OM' i.e. the praNava or `o.nkAra' mantra;  भूर्भुवः = the Earth and the world immediately above the earth;  स्वः = one's own;  तत्सवितुर्वरेण्यं = that all creating great person in the form of sun;  भर्गो = radiance; luster; brilliance;  देवस...

Hanuman Chalisa

  Shri Guru Charan Saroj Raj Nij mane mukure sudhar Varnao Raghuvar Vimal Jasu Jo dayaku phal char  After cleansing the mirror of my mind with the pollen dust of holy Guru's Lotus feet. I Profess the pure, untainted glory of Shri Raghuvar which bestows the four-fold fruits of life.(Dharma, Artha, Kama and Moksha).  Budhi Hin Tanu Janike Sumirau Pavan Kumar Bal budhi Vidya dehu mohe Harahu Kalesa Vikar  Fully aware of the deficiency of my intelligence, I concentrate my attention on Pavan Kumar and humbly ask for strength, intelligence, and true knowledge to relieve me of all blemishes, causing pain.  Jai Hanuman gyan gun sagar Jai Kapis tihun lok ujagar  Victory to thee, O'Hanuman! Ocean of Wisdom-All hail to you O'Kapisa! (fountain-head of power, wisdom, and Shiva-Shakti) You illuminate all the three worlds (Entire cosmos) with your glory.  Ram doot atulit bal dhama Anjani-putra Pavan sut nama  You are the divine messenger of Shri Ram. The reposit...

Right way of success is only hardwork and smat thinking.

Earning knowledge is a diamond for hardworker. Getting apportunity is step for success. Making good relationship will creat popularity on hardwork. Sharing knowledge is face of creator. Don't look back and other just focus on growth of profile. Stay calm and take good decision.

Pareshani insaan ki

Pareshani kab hoti hai ? Insaan ki pareshani ka karan hai khud uski icha. Jab uski icha puri hoti hai toh woh khush hojata hai aur jab nai hoti toh uske maan maine ek sawal aajata hai, k kyu ye aisa horaha hai. Ab sabhi sawal k jawab humhare pass nai hote toh fir sawal aajata hai kyu mujhe iska pata nai. Phele toh ek pareshani thi k kyu icha puri nai horaha fir uske uper ek aur sawal k mujhe kyu nai pata. Aur aise hi sawal pe sawal dimag main badte hi jate hai par jawab Milne tak khud uska dimag pareshani main fass jata hai. Dusri baat icha purti na hone par jab karan koi aur nikalta hai toh krodh ka janam hota hai. Us insaan k prati jo uski icha puri na hone ka karan ban jata hai. Ab ek icha ka nuksan toh dekho phele pareshani dusra gussa aur samay kharab huha woh alag.nuksan kiska huha khud ki icha se khud ka hi. Insaan ko kahi baat samajne main samay lag jata hai aur jis din woh ye manta hai ki sayad hum galat hai. Woh samay nikal jata hai. Yahi samay main aap kahi kaam, dusro ki se...

Bhakti ka marg

Bharosa hi bhakti hai. Jispe humhe bharosa hai hum uski bhakti karte hai. Par aaj k is jamane me bharosa hi nai raha toh bhakti kaha se hogi. Insaan ka Jeevan ek bohat hi aahem udashiya se huha hai aur woh hai aapne parmatma ko prapt karne ka, aur ye Manav jeevan usse ek avsar hai aapne parmatma k pass Jane ka ya usse khush karne ka aapne bhakti se aur aapna jeevan k karam se. Ab parmatma ko khush karne ka kya matlab huha ? Bhagwan ne jab humhe jeeven diya toh do cheej banai, ek ye Manav sarir aur ek aatma.  Hamesa jab humhe koi kuch deta hai toh hum khush hote hai aur hum usse bhi kuch dekar khush karne ki kosis karte hai. Yahi humhare sanskar hai aur yahi humhe aapne bhagwan ko bhi dena hota hai aapni bhakti se. Ab kya bhakti saari umar karni chaiye ? Nai parantu humhe bhagwan ko roj aapne maan se yaad karna chaiye jisse hum ye na bhul k yaha humhara kuch nai aur Jis din humhe wapas duniya se jana hai uss samay aapne bhagwan ko yaad karna hai jisse ye sarir ko hum yahi tayag kar ...