Bharosa hi bhakti hai.
Jispe humhe bharosa hai hum uski bhakti karte hai. Par aaj k is jamane me bharosa hi nai raha toh bhakti kaha se hogi.
Insaan ka Jeevan ek bohat hi aahem udashiya se huha hai aur woh hai aapne parmatma ko prapt karne ka, aur ye Manav jeevan usse ek avsar hai aapne parmatma k pass Jane ka ya usse khush karne ka aapne bhakti se aur aapna jeevan k karam se.
Ab parmatma ko khush karne ka kya matlab huha ?
Bhagwan ne jab humhe jeeven diya toh do cheej banai, ek ye Manav sarir aur ek aatma.
Hamesa jab humhe koi kuch deta hai toh hum khush hote hai aur hum usse bhi kuch dekar khush karne ki kosis karte hai.
Yahi humhare sanskar hai aur yahi humhe aapne bhagwan ko bhi dena hota hai aapni bhakti se.
Ab kya bhakti saari umar karni chaiye ?
Nai parantu humhe bhagwan ko roj aapne maan se yaad karna chaiye jisse hum ye na bhul k yaha humhara kuch nai aur Jis din humhe wapas duniya se jana hai uss samay aapne bhagwan ko yaad karna hai jisse ye sarir ko hum yahi tayag kar aapni aatma ko parmatma tak poucha sake.
Jisse mouksh kehte hai.aur mouksh insaan ko iss jeeven se puri tarah maya se mukt hone pe hi milta hai.
Lekin insan itna swarthi hogaya hai ki usse aapne jeevan pe jyada bharosa hone lag gaya hai aur woh bohat kuch bhul gaya hai.
Usse ye sansar itna pyara lagne laga k woh aapne yaha banai aapni cheejo se aapne maan se maya ko nai nikal pata aur aant samay me agar jeeven ki maya uske maan me hoti hai toh usse fir janam lena padta hai.
Parmatma uski aashud aatma ko nai swikarta. Kyuki uski aatma ko aapne prabhu ki nai iss sansar k lobh ki parwa hoti hai.
Bhakti marg hai mouksh ka aur jo yeh nai karpata woh aapna jeevan pura nai karpata.
Jeene k ye sikh hai bachpaan main sikho, jawani me sansar aur mata-pita ki seva karo aur aant main Prabhu ko aarpan kardo.
Yahi soch k bhakti karo k bhagwan humhe aapni umar k baat wapas aapke
Comments
Post a Comment