Shudh vichar hi insan ka bhavisya hai.
Jo aaj bohenge wahi kal pahenge.
Humse duniya nai, parantu hum duniya se hai.
Hamhari pehchan unke samman se hi hai.
Aapno main kabhi khot nai hoti parantu wahi hai jo humme bhi khot nai dekhsakte.
Aapne ristey ki parwarish karo na ke unse potion lo.
Aapne jeevan ko aapno main nai doge toh kya hasil hoga.
Aapna sapna pura kiya toh gurur aajahega parantu dusra ka Sapna ya icha puri ki toh aanand aajahega.
Jeevan main sukh paane se milta hai na ke mangne main.
Jeet jaho aapno ko achi pehchan banao, niswarth maan se seva karo aur anginat falh paho.
Kisi ek falh ki icha karoge toh usse khone ka bhi daar rahega aur paane ka lalach bhi.
Aapno ko phele bolne de khud bich main na toke.
Aapno ki cheej ka dhyan rakhe unhe kharab na kare.
Aapno ko phele bhojan ka pouche.
Aapno ko unki sabhi pasandida cheej ka samaan kare.
Aapne bado ki baat maane.
Aapne se chote ko samjaho.
Aapno main bade chote ka bhed bhaw na kare.
Aapno se baat kare aur kuch na chupahe.
Aapno ka apmaan ko aapni salha samje.
Hum khud ko samajne lage toh sahi galat main ulaj jahenge ye dusro pe rehne do aur khud sabko samjo aur ek prem bhaw banao
Comments
Post a Comment