Bharosa hi bhakti hai. Jispe humhe bharosa hai hum uski bhakti karte hai. Par aaj k is jamane me bharosa hi nai raha toh bhakti kaha se hogi. Insaan ka Jeevan ek bohat hi aahem udashiya se huha hai aur woh hai aapne parmatma ko prapt karne ka, aur ye Manav jeevan usse ek avsar hai aapne parmatma k pass Jane ka ya usse khush karne ka aapne bhakti se aur aapna jeevan k karam se. Ab parmatma ko khush karne ka kya matlab huha ? Bhagwan ne jab humhe jeeven diya toh do cheej banai, ek ye Manav sarir aur ek aatma. Hamesa jab humhe koi kuch deta hai toh hum khush hote hai aur hum usse bhi kuch dekar khush karne ki kosis karte hai. Yahi humhare sanskar hai aur yahi humhe aapne bhagwan ko bhi dena hota hai aapni bhakti se. Ab kya bhakti saari umar karni chaiye ? Nai parantu humhe bhagwan ko roj aapne maan se yaad karna chaiye jisse hum ye na bhul k yaha humhara kuch nai aur Jis din humhe wapas duniya se jana hai uss samay aapne bhagwan ko yaad karna hai jisse ye sarir ko hum yahi tayag kar ...
What we learn that is our reflection and it’s show which kind of knowledge we have earned. Good nature and caring behaviour is a great sanathan sanskar.